Hindi Ebooks ke Strot
Hindi Ebooks ke strot - in websites pe muft Hindi ebooks uplabdh hain. Hindi content ke liye direct link agar sitespe anya languages ka varg uplabdh ho toh. In websites ka samanya vivaran is prakar hain.
Websites ki list jaha aap Hindi free ebooks prapt kar sakte hain
NAAM | ICON | VIVARAN |
---|---|---|
44books.com | 44books.com - free Hindi PDF Books | |
ourhindi.com | ourhindi.com - Sabhi prakar ki free Hindi books ki list | |
HindiBooksPDF Team | HindiBooksPDF Team - Hindi ebooks ka platform hain. Ye aapko badi sankhya me free Hindi books PDF me download karne ke liye uplabdh karata hain. | |
Free Hindi Pustakalaya | Free Hindi Pustakalaya is a library of books where you can read books, download Pdf books in Hindi, English, Sanskrit and Marathi languages. | |
Books.jakhira.com | Books.jakhira.com Hindi aur English ebooks ke liyeek bhartiya websiteHain. Durbhagyavash kuch ebooks aksar advertising ke karan download nahi ki ja sakti hain. | |
Swamiramsukhdasji.net | Swamiramsukhdasji.net pe Kai prakar ki hinduvadi books Hindi, English aur Gujaratibhasha me uplabdhHain. | |
Harun Yahya | Harun Yahya Islamist creationist books from Harun Yahya (Adnan Oktar). This web site has been developed with the aim of promoting and publicizing the works of Harun Yahya, a Turkish thinker and author. There are many free books in many languages, as this is a non-profit, idealist enterprise. These books try to convince both Muslims, and non-Muslims about the author’s believes about creation, that the universe, living things and man, are not self-existing entities, but the artefacts of God, the Supreme Creator. | |
Google books | Google books yaha se aap free textbooks aur magazines prapt kar sakte hain Jo ki Google ke dwara apne digital database me scanned aur store ki gayi hain.Ye books ya toh publishers ya authors ke dwara uplabdh karayi jati hain, Google ebook partner program ke madhyam se, ya Google ki library partners ke madhyam se, Library Project ke madhyam se. Is prakar, Google nevibhinna publishers ke sath milkar ke apni ebooks ko digital kiya hain | |
Amazon.in | Amazon.in ye ebooks ka sabse Vishal strot Hain. Yaha se aap sidhe Amazon India pe free ebooks prapt kar sakte hain | |
Hathi Trust | Hathi Trust copyright aur public domain contents dono Google ke dwara shamil kiye Gaye hain, Internet Archive aur Microsoft, sath hi in-house initiativeske madhyam se bhi Note: free ebooks mark dwara nirdeshit ki gayi Hain Full view ke liye click kijiye | |
The Internet Archive | The Internet Archive ek labh nirpeksh free ebooks ki library hain, sath hi movies, software, music aur anya samagri.Isketeen million se bhi jyada public domain ebooks hainInternet Archive user ko ebooks upload aur download karne ki suvidha pradan karta hain. Aur sath hi inke book digitization project bhi Hain. | |
Logos Library | Logos Library prati akshar ek bahubhashilibrary hain. Yaha lagbhag 45,000 pratiya 92 bhinna bhashaon me uplabdhHain. Yaha bachho ke liye 36bhashaon me ek alag se libraryhain aur 52 bhashaon me kavya library hain. Sabhi Hindi/Urdu ebooks ke liye'Title Index'ko dabaiye | |
PDF Drive | PDF Drive ek free search engine Hain Jo aapko ek bahut badi matra me PDF files ko apne device me seach karne unke preview aur download karne ki suvidha pradan karta hain. | |
International Children's Digital Library | International Children's Digital Library me Kai prakar ki vibhinna vargo ki bal pustaken online padhne ke liye uplabdh Hain. | |
Pakistan Virtual Library | Pakistan Virtual Library - English, Urdu, Hindi, Pashto aur Persian bhashaon me PDF books uplabdh karati hain. Shreniya: Islamic books, history books, poetry, novel aadi. | |
Marxist Internet Archive (MIA) | Marxist Internet Archive (MIA) ek swayam sevi, labh nirpeksh website hai jaha pe 592 lekhakon ke lekh uplabdhHain Jo ki samanytayapichhle 200 varsho se rajnaitik, manovegyanik aur vegyanik vicharon ka adbhoot sankalan prastut karta hain. MIA ke antargat ye lekh 45 vibhinna bhashaon me uplabdhHain. | |
Scribd | Scribd ek nijidigital library hain jaha aapko e-books, articles, audiobooks, aur anya kaam ke liye ek Vishal sangrah uplabdh hain. Anya parinam prapt karne ke liye bhinna keywords chuniye | |
NOOK Books | Barnes & Noble | NOOK Books | Barnes & Noble ek American bookuplabdhakarta hain. Ye free ebooks ka ek bahut Vishal sangrah uplabdh karate hain (1.8 million eBooks) vibhinna shreniyon me vargikrat hain |